State policy has now become a business of robbers, not public service.
Hi friends mai aaj aap ko rajniti par kuchh samajhane ka prayas karunga aaj aap
sab ko pata to hoga hi ki rajniti kis prakar puri manvata ke liye hanikar jaise
hame laga hai jaise lagta hai jan seva nahi aisa moz karne ka dhandha ban gaya
hai aaj apna desh ho ya or desh kahi par imandari rajniti me dekhne ko kam hi
mil pa raha hai kya ham sab aye hi chup chap dekhte rahege ya fir kuchh naya
rachne ki aavsakta hai kya janta ki jo tex ka paise hai us sahi kam me us nahi
ho payaga saval to bahot hai fir bhi mai rajniti ke jitne bhi neta hai ya banege
mai un se ek hi bat kahna chahunga ki rajniti janseva ke liye banaya gaya hai
use ayes moz ka dhandha na baneye des raj jila ye sab rajnitik netao ka jimdari
hai ki aap use kaise banate hai achha ya kharab agar aap ko hamari jankari achha
laga to hame follow kare like share kare dhanbad.